10 years of Om Shanti Om: 10 memorable dialogues from Shah Rukh Khan and Deepika Padukone’s blockbuster

Share it:

Ek Chutki Sindoor Ki Keemat And Other Such Gems

In 2007, we witnessed an entertainer – Om Shanti Om, which had the perfect blend of all the elements to become a blockbuster. Shah Rukh Khan’s charm, Deepika Padukone’s mesmerising screen presence and Farah Khan’s direction made this film a must watch for all Bollywood buffs. The angle of reincarnation was also seen after a long time in Bollywood.  Right from funny sequences and the memorable one-liners and dialogues, the film’s each frame is still perfectly clear in our minds. To celebrate 10 years of the film, here we bring you the best dialogues which will make you laugh and also melt your hearts…

Ek chutki sindoor ki keemat tum kya jaano Ramesh babu… ishwar ka aashirwad hota hai, ek chutki sindoor… suhagan ke sarr ka taj hota hai, ek chutki sindoor… har aurat ka khwab hota hai, ek chutki sindoor

Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai, ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai

Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaho toh puri kaynaat usse tumse milane ki koshish mein lag jaati hai

Hamari filmo ki tarah, hamari zindagi mein bhi end tak sab kuch thik hi ho jaata hai…happys ending!

Picture abhi baaki hai mere dost

You shot gun, me quick gun Murugun… ati-pati-kati yenna rascala tu dai … Mind It!

Yash Chopra ke set ki tarah shaandar bedroom hoga, gol bed ke saath, aur jab main subah uthoonga toh mere kadam sangemarmar ke farsh pe padne se pehle, ek naukar makhmal ki chappal laakar mere pairon me daal dega, Rajkumar waala silak ka gown pehen kar jab main bahar nikloonga, toh doosra naukar juice ka glass lekar khada hoga!

Om aur Prakash toh mein bardasht kar lunga lekin, Makhija naam ke saath main kabhi hero nahi ban paunga

I feel like the King of the world!

Zaroorat padne par, ek baar nahi, dus baar nahi, sau baar nahi, hazaar baar…hazaar baar us aag mein kud jaunga jismein Shanti ho!

Main tumhare liye ajnabee hoon lekin mere liye toh tum mera woh hissa ho jiske bina mein bilkul adhoora hoon.

Share it:

Bollywood Celebs

Deepika Padukone

News

Shah Rukh Khan

Post A Comment:

0 comments: